Surdas jeevan parichay evam vishesh ghatnayen in hindi
Answers
Answered by
2
Surdas jeevan parichay:- mahakavi surdas ka janm dilli ki nikat 'sihi' naamak gram me hua tha. bachpan se hi virakt hokar surdas mathura ke nikat 'gau ghat' par rehne lage. vahaan mahaprabhu vallabhacharya ne unhe vallabh sampradaye me deekshit kiya. surdas krishn ke bhakt the. surdas ne vaatsalya shrangaar(वात्सल्य श्रृंगार) aur bhakti vishyak kaavyon ki rachna ki he. vaatsalya ka jaisa chitran surdas ne kiya he vaisa vishv saahitya(विश्व साहित्य) me nahi hua. isliye surdas ko vaatsalya samrat bhi kaha jata he. surdas ke janmaandh ya baad me andhe hone par mataikya(मतैक्य) nani he.
Similar questions