Hindi, asked by Vishal6789, 1 year ago

Swap space management in operating system in hindi

Answers

Answered by rock78
5
http://ehindistudy.com/2016/11/05/what-is-swapping-in-hindi/
Answered by KomalSrinivas
9

Answer: Jaisa ki hum sab jaante Hain computer mein already kaafi memory hoti hai but kabhi kabhi yeh memory sufficient nahi hoti jiski vajah se humme apne computer mein or memory add krni padti hai.

Swap space management ek aise hi operating system hai Jo humme virtual memory space provide karta hai Jo real memory sa kaafi alag hoti hai. Iske andar ek swap file bhi hoti hai Jo data ko Virtual memory se real memory mein swap krne k liye humme help krti hai or isme Jo disk space hoti hai usse 'swipe space' kehte Hain.

Explanation:

Similar questions