swarachit kavita in hindi of 20-30 lines and I will mark answer brainliest if the poem will be self composed
Answers
Answer:
swach bharar ka irada
irada kr liya
mene desh se apne vada
swach bharat ka irada
desh hamara
rhe swach aur swach bne
swach bharat ka
irada
ye irada kr liya
mene desh se apne vada
Explanation:
self composed
mark as brilliant
and follow
Answer:
Hindi Kavita (mera jivan)
Kal main maa ki kokh me tha
aj unhi se Pala badha.
pita ne mujhko khub padhaya
tabhi main itna kuch ban paaya
behen ne hath me Rakhi bandhi
bhai ne mera saath diya.
fir mere kuch dosto ne
mujhko apna haath diya
Sabse aham tha uska saath
jisne thama mera haath
mere sare guru the wah
jaha me bhula tha apni rah
akhir me jina shuru Kiya
meri patni thi Riya
usne jivan ki Khushi thi di
jab pehli Baar ghar mein Gunji kisi bacche ki hasi
ab akhir mein jine ki iccha katham hui
mai aur usne chhoda ab saath
pata Chali us pita ki baat
yahi tak main ji Chuka tha
aur jivan ka Safar fir ruka tha.
mere jivan ki ho chahe koi burai,
par ishwar se itni hi thi duai.
sabke jivan mein hai takhaan
jine ko chahiye roti,kapdaa aur Makaan
made this poem while writing