Hindi, asked by drsurela5679, 9 months ago

तातारा वामीरो को आत्मा का बलिदान क्यों देना पड़ा? chap 3 class 10 sparsh tatara vamiro Katha​

Attachments:

Answers

Answered by NamyaSharma
2

tantara or vamiro ek dusre se bahut prem karte the. Ve jante the ki gaon ki parampara ke anusar alag alag gaon ke karan ve ek dusre ke sath nahi reh sakte the.phir bhi ve niyampurvak milte rahe.unhone gaon valon ko samjhane ka bahut prayas kiya parantu ve nakamyab rahe. Bahut koshishen karne ke baad unhone apne prem ke liye apni aatma ka balidan kar diya or yeh katha aj bhi vahan sunai jati hai taki aanewali peedhi mai se yadi do alag gaon ke log prem kar baithen to unke gaon vale unko alag na kar payen..

Answered by rishitjain06
0

Explanation:

Lo ji answer.

I hoped you liked it.

it will be helpful.

If it was please mark it as the branliest.

THANK YOU

Attachments:
Similar questions