Hindi, asked by nancyyadav2005bhumik, 10 months ago

Tantara of ‘tantara vamiro katha ‘ ka character sketch likha

Answers

Answered by mishumohanty
5

Answer:

Explanation:

Tatara ek sundar aur shaktishaali yuvak tha. Nicobari use pasand karte the kyunki wah ek nek aur madagaar vyakti tha, sadev doosro ki mada karne ke liye betaab rehta- chahe wo uske khud ke gaon ka ho ya kisi doosre gaon ka. Tatara logon ki madad karna apna pratham kartvya maanta tha. uske iss tyaag ke karan wah sabko priy tha. Sabhi uska aadar karte.Uska vyaktitv tho acha tha hi, saath hi saath uska svabhaav bhi aatmiy tha. Doosre gaon mai parv-tyoharon ke samay use vishesh roop se amantrit kiya jaata tha. Paaramparik poshak ke saath wah hamesha apni kamar mai sadev ek lakdi ka talwaar le ke ghumta. Logo ka manna tha ki us talwaar mai jaadui shakti thi. Tatara apne talwaar ko kabhi bhi kisi ke saamne apna talwaar na nikaalta na istemaal karta.

Answered by jozarsinghghuman
0

Explanation:

tatara ke Cracterstick

Attachments:
Similar questions