तताँरा वामीरो कथा से आपको क्या प्रेरणा मिलती है ?
Answers
tanataara vaamero ki katha se hame yehe prerna milti hai ki saamajik rudiyaan jab bandhan ban kr bojh banne lage tab unka tut jana hi uchit hai kyonki rudiyon ke karan sachha prem karne vaale aapas mein nahi mil paate hai, unke beech paramparaye va sage sambandhi hi badha banakr aate hai ye rudiya vyakti ko bandhano mein jakad lete hai vyakti ko svatantrata hetu in rudiyo ko tod dena chahiye .
Answer:
hame yehe prerna milti hai ki saamajik rudiyaan jab bandhan ban kr bojh banne lage tab unka tut jana hi uchit hai kyonki rudiyon ke karan sachha prem karne vaale aapas mein nahi mil paate hai, unke beech paramparaye va sage sambandhi hi badha banakr aate hai ye rudiya vyakti ko bandhano mein jakad lete hai vyakti ko svatantrata hetu in rudiyo ko tod dena chahiye.