tatpurush samas aur karmdhary samas me kya difference hai ??
Answers
Answered by
1
Answer:Karmadharaya samas wahai hota hai jaha kisi vastu ya chiz ki vishsesta batai jati hai. And Tapurush samas wahai hota hai jisme Karak vibhakti a jaaye.
Explanation:
Answered by
1
Answer:
tatpurush samas ke pado ko vigrah karne par unke bich karm karak se lekar adhikaran karak tak ke koi na koi vibhakti chihn jarur aata hai lekin karm dharay samas me dono pado ko vigrah karne par unke beech visheshan - visheshya aur upman aur upmay ka sambadh hota hai
Similar questions