tatsam aur tadbhav kya Hote Hain
Answers
Answered by
3
Tatsam shabd sanskrit basha ke hote hai aur tadbhav hindi basha keshabd hote hai
Answered by
4
tatsam shabd vo hote h jo Sanskrit bhasha se utpan hote h aur Hindi bhasha me Bhi apne he roop me rhte h . example- gram ( village) etc.
tadbhav shabd vo hote h Jo Sanskrit me utpan to hote h prantu Hindi me aapna roop parivartit kr dete h .
example - aam( mango)
tadbhav shabd vo hote h Jo Sanskrit me utpan to hote h prantu Hindi me aapna roop parivartit kr dete h .
example - aam( mango)
Similar questions