Tej gadi chalane per badhati Hui e durghatna Hai hone se do padosiyon ke bich samvad lekhan
Answers
Answered by
1
I hope my answer will help you.
Explanation:
Ram : Kya ap bata sakte hai ki tej gadi chalane se kya durghatna ho sakti hai .
Sham : Ha bilkul , Hume tej gadi ni chalana chahiye is se hume or dusro ki jan ka khatra ho sakta hai.
Ram : Kaisi Durghatna ?
Sham : Agar hum tej gadi chalaen to humara santulan bigad sakta hai or hum gir bhi sakte hai .
Ram : Or dusro ko khatra hai ?
Sham : Humare aisa karne se Road pe chalne wale har kisi ko khatra hai .
Ram : kaise ??
Sham : Agar hum tej gadi chalaen to dusro se humari gadi ka takkar ho sakta hai or aisa hone dono ki jan ko khatra bhi ho sakta hai .
Similar questions