Hindi, asked by aryankumarkeshri1976, 11 months ago

Tell me a essay in Hindi language on the topic ek yadgar ghatna related to accident

Answers

Answered by prabin173
0

ek yaadgar ghatana

Hame har din ko bitne ki liye kus na kus karte hi rahte Hain. Kiu ki Bina kush kia to din gujarna, ye to possible nahi. Esme koi log kahega ki 'nalayak log to din bhar Khali hi baaeth Kar hi din gujarte hain'. par ye to sach Hain na ; aam logo ki tarah wo bhi din main Khana to khaya hoga, kahi to bhi ghumne jaya hoga. Matlab ham sab kush na kush to karte hi rahte Hain din main. Baat sab is baat par nirvar karte Hain ki us din ko kaise gujra gaya Hain.

hamare din main bohot si din aaye or sale bhi gaye, par ham uus baat ko kabhi bhi goor nahi kiya, ki aaj ka din kaisa gujra. Par kush din aese bhi hote Hain Jo bohot hi yaadgar or achee lamhe se gujra ho, jisko ham yaadgar pal kahte Hain. Jindigi main sab ka saath Kam se Kam ek baar to ye yaadgar pal rahe suka to hoga.Mera bhi bohot aesa yaadgar pal gujra hain; usi main se aaj main ek yaadgar pal ki bare main batana sahta hu.

Jab main 9 saal ki umra main tha. Tab thoda bohot cycle salana sikhne laga tha.Mujhe cycle salane main Meri madad ki mera dadaji ne.Maine bohot bar cycle leke gira, bohot bar roya, par bhir bhi Maine haar nahi mani kiuki dadaji kahte tha ki 'tum jitne giroge, utne hi aur majbut banoge'.

ye us din ki baat hain, jab main aur dadaji cycle leke bahar nikle tha. Raaste main he dadaji ne apne purane dosto ko dekha, wo rukh gaya aur maine bhi rukh Kar dadaji ko friend ko namaskar kiya.Dadaji ka wo din bohot he khushi ke din tha; kiuki bohot dino se unhone aapne purane friend ko milne ki etssa Kar rahi thi. Dadaji us din bohot khushi main the. Dadaji ki friend log bhi bohot khush dikhay de rahe tha. Baad main wo log decide kiya ki ek restaurant main Jake kus baate karte Hain. Hamne restaurant main gaye, Khana bhi khaya. Khana khate khate hi baate karne lge.Dadaji ne mere bare main unke dosto ko bataya.Sabne phir apne apne Ghar ke bare main batane lge. Phir baat dadaji ki friend dadaji ki purne dino ke bare main batane lge. Mujhe us din hi ek baat pata sala ki dadaji bachpan main bohot hi Sara rati the. Baate karne ke baat dadaji apne friend logo ke saath kush gaane bhi gaye, Maine bhi unlogo ke gaane main yogdan diya.

Unlogo ko dekhkar ye to pata sala ki,wo log jindigi main pakka best friend rahe hoge. Dadaji ki mano unki bachpan phir se lot aya. Maine jindigi main paheli baar dadaji ko itne khush dekhe.

yahe mera jindigi ke ek khushi ki yaadgar din tha.

"Jiban main bohot he log ayege aur sala bhi jayege, par ek paaka best friend jindigi ke aakhiri samay tak rahte Hain"

Similar questions