tell me the meanig of
usi udar ki katha saraswati bakhanti, usi udar se dahra kritarth bhau manti
usi udar ki sada sajiv kirti kuzti, tatha usi udar ko samasth sristi pujti
akhand aatm bhau jo asim visv me bhare, vahi manusya hai ki jo manusya ke liye mare
Answers
Answered by
2
bhai google kar le ya you tube pe dekh le mil jayga
Answered by
9
the above lines are taken from chapter "manushyata" and the above lines means -
saraswati bhi uske hi paas hoti hai Jo vinamr hota hai, dharti bhi usi udar ki shayata karti hai Jo dusro ki sahayata karta hai.
aese manushy ko puri shristi pujti hai, jiske man mai manavta ka bhaw hota hai,
Wahi manushya hai Jo dusro ke liye jiye aur dusro ke liye mare.................
HOPE IT HELPS U:)

Similar questions
Math,
7 months ago
Math,
7 months ago
Science,
7 months ago
Computer Science,
1 year ago
English,
1 year ago
Business Studies,
1 year ago