tell me the types of alankar and examples with definition
Answers
Answered by
59
hello..........:))))
the answer is...............
Anupras alankar is alliteration in english – repitition of a sound several times in a sentence.
Upama alankar – simile, drawing similarity between two things
Yamak alankar – pun
Shlesh alankar – the opposite of pun, two different words meaning the same thing
Rupak alankar – saying that x is y. for eg. kelpha chaand hai (kelpha chaand jaisa hai would be upama)
Atishayakti alankar: Exaggeration.
Other Alankar – Vakropti. Utpreksha, Virodhabhas Artant Aranyas, Drishtant and Udaharan

swati22:
thank u
Answered by
58
Shabdaalnkaar
1. ANUPRAAS ALANKAAR (alliteration)-
Jaha vyanjano (speech sound) ki aavrutti hoti hain, vaha Anupraas alankaar hota hain.
Ex-Chaaru chandra ki chanchal kirane khel rahi hain jal thal main.
2. YAMAK ALANKAAR-
Jaha ek hi shabd ki aavrutti baar-baar hoti hain kintu unka arth alag-alag hota hian. vahaa Yamak alankaar hota hain.
Ex-Kaali ghata ka ghamand ghata. (ghata-baadlo ka jamghat, kum hua)
3. SHLESH ALANKAAR-
Ek hi shabd ke ek se adhik arth hote hain.
Ex- Subaran ko dhundhat firat kavi, vyabhchaari, chor. (Subaran-achche akshar, sundar stri, sona)
ARTHAALANKAAR
1. UPMA ALANKAAR (simile)- Jab kisi vyakati ya vastu ki visheshta darshaane ke liye uski samaanta kisi aur vyakati ya vastu se ki jaaye, naha Upma alankaar hota hain.
Ex-Peepar paat saris man dola.(peepal ke patte ke samaan man dola.)
2. ROOPAK ALANKAAR (metaphor)-
Ex- Jalta hain yah jeeva-patang! (Jeevan ko patang ke samaan nahi balki ek patang bataaya gaya hain.)
3. UTPREKSHA ALANKAAR-
4. MAANVIKARAN (personification)-
Ex- Megh aaye bade bun-thun ke savar ke!

Similar questions