Hindi, asked by manasiriya2003, 1 year ago

tell the answer of second question please fast I want a quick response and no spam only correct answers...hindi class 1o

Attachments:

Answers

Answered by ivarun
1

कमल के पत्ते से की है जो जल में रहते हुए भी उससे प्रभावित नहीं होता है और जल में रखे तेल के मटके के समान, जिस पर जल की एक बूँद भी टिक नहीं पाती


manasiriya2003: Aage question kyu bhi pucha hua h??uska answer bhi do plz
ivarun: Kis question ka answer?
manasiriya2003: Second question ka hi second part dheko "kyu " bhi pucha h...??!
ivarun: Oh ok, I missed that. I think Lakshay answered your question then.
manasiriya2003: Yep
Answered by lakshaybhatnagar22
1

Gopiyon ne udhav ki tulna kamal ke uss pate se ki jo pani me reh kar bhi ek boond apne upar tikne nahi deta

gopiyon ne kataksh karte hue yeh bhi kaha ki udhav tel ki veh gagri hai jo paani me jo paani me jane ke baad bhi geela nahi hota

yahan par jal sambhodit karte hue gopiyan shree krishn ka prem batana chha rahi hai or udhav krishn ke itne sameep reh kar bhi unke prem roopi jal ka anubhav nahi kar paye

hope it will help you


manasiriya2003: Thnxz
Similar questions