Tezi se badhti jansankhya aur ghani aabadi wali jagahon k aas paas park ka hona kyu zaroori hai?
Answers
Answered by
0
jansankhya badhane se environment me carbon dioxide ki matra badhati hai. isase global warming ka chance badhta hai.isliye saharo me jagah-jagah park hote hai.Kyuki ped-paudhe carban dioxide lete hai aur oxygen chhodate hai.Isase environment ka temprature control rahata hai aur saath hi saath carbon dioxide and oxygen ka amount control rahta hai.
Similar questions