दिए गए चित्र की मदद से एक छोटी कहानी लिखो । सही " हिन्दी " में
( I request you to write it in perfect hindi and it's urgent )
Attachments:
fluffy:
hmm well yaar using that image we need to create a story, it's not like picture writing at all. It is story writing but we need to relate the story with that image
Answers
Answered by
5
bahot saalo pehle ki baat hai.himachal pradesh ke paas hi ek nadhi thi.mana jaata tha ki vo ek devi ka swaroop hai , aur isiliye sab unka pooja karte the....yaha sabhi jaanvar khush rehte the....yaha par paaltu jaanvar hi nahi balki khoonkhaar jaanvar bhi rehte the......parr ek doosre ko haani nahi pahuchate.....iske paas hi ek gaav bhi tha...is gaav ke log bhi ache the ve kisi ka bhi nuksaan n karthe.ve hamesha is nadhi ko pujte..ese hi ek khushhaal din prr ek bulldozer ke saat kuch aadmiyo ka jhundh aaya....ve dhire dhire se sabkuch tabha karte gaye pehle gram ko phir jungle ko....bichare gramin kuch na kar paye sivaay roone ke ......
achaanak se khuch dhamaakedaar hua.......achanak se nadhi ke andhr se ek sundar si ek devtha nikli.......ve bahut gusse mein thi ki onhone sbkuch thaba kar diya.........unke bhay se thurant se ve log darkr bhaag gaye.....
us devtha ne sabkuch naya banadiya....sab log kush hogayi......

ek samay kee baat hai, ek ladaka ek chhote se nadi ke kinaare se chal raha tha , jab usne ek puraane ped ke tane par lataka ek bada blackboard paaya. vah chalk ke tukade ke ek box ke saath pooree tarah aaya tha , un chalk ke kinaaro se ujjval sparks ud rahe the. Vah ladka yah dekhkar aati prasanna ho gya. Usne ek chalk ka tukda liya aur anek chitra banane laga. Pehle ek ped banaya, fir ek khargosh aur ek phool aaadi anek chize.
Parantu na jaane indrajal se(meaning : magically) jo bhi chize wah ladka bana rha tha, we chize asli chizo mei tabdil ho rhi thi ! Wah ladka Ascharyachakit ho gya.. lambe samay se pahale ,wah jagah ek shaanadaar hare aur upajaoo van mei tabdil hogyi, khushee se khel jaanavaron se bhar gaya tha.
utsaahit , ladake ne saindavich aur chaddar ke saath , ek picniv ka aanand le rahe apane maata-pita aur bhaee-bahanon ko aakarshit kiya. usne Paperr plate aur saardin ke khaalee tin jameen par chhod diye kyunki picnic manate wakt aas pass toh kuda rehta hi hai. parantu, achanak kuchh ghatit hua...Wah jungle achaanak murjhane laga..Ped poudhe janwar sab gayab hone lage.. Wah ladke ko pta chal gya ki yah sab kude ke karan ho RHA tha.. usne tutranr chaturai ke saath un sabhi chizo ko board se mita diya.. Fir pura din wah sab khelte rhe..
ladake ne phir kabhee blackboard ko nahin dekha, lekin ab , har baar vah apane parivaar ke saath uss jungle mei jaata hai toh wah yah dhyaan rkhta hai ki kahi kuda na ho.. Na jaane hum itna kuda idhar udhar phekte hai, kabhi ek baar soche toh pariyawaran ko kitna nuksaan hota hai.
Note : Please excuse any grammatical mistakes because right now I am in hurry for school !

Similar questions