Hindi, asked by GovindKrishnan, 1 year ago

दिए गए चित्र को देखकर 10 वाक्यों में उनका वर्णन कीजिए |

Hindi Picture Explanation in 10 sentences.

Attachments:

Answers

Answered by Sukhmandeep1
5
Hiii frnd .enn picture mee diwali kaa drish dekaya gaya haii.iss me dekaya gaya hai kii baacho mee diwali kaa bhaut excitement hota hai.iss me dekaya hai ki baache patake aur phooljadiya chla kaar khushi mna rahe hai.baacho kee saath unke mata g bi haan jo bachoo ko ptake chalte huye dekh rahi hai.saab ne appne appne gharoo koo achi tarah se sajaya huya hai.Chitar mee deepak chakte huye dikh rahe haii .vaaha bhaut roshni hai joo bachoo me josh lekar aa rahi hai.maa appne baacho ko khush dekh kaar bhaut khush haii
Answered by Harshit07
1
Dear Friend,
upar diyae gayae chitrae main humae deepawali ka nazara dekhene ko milta hai.
Yahan par bacchae patakae phod rahe hai aur anya striyan yaha bachoo ke sath pataka we khel rahi hai aur mithai bant rahi hai.
Yahan par tulsi ka podha bhi hai jiske charo taraf diyae JAL rahe hai.
ghar main diyae rakhae hai Jo ghar ko roshan kar rahe hai.
sabhe loog prashan hai aur deepawali ke majae uthae rahe hai.
jameen main chakri chal rahi hai aur bachae ke hath main fooljahari hai.
Ek ladka jameen par batha anaar jala raha hai.
hope it helps u.
Similar questions