Hindi, asked by simran626962, 8 months ago

दिए गए चित्रों को देखकर कहानी लिखिए ​

Attachments:

Answers

Answered by bhoomirohra1020
1

Answer:

pls mark me as a  brainlist

Explanation:

1) Ek nadhi ke  kinare jamun ke pedh ( tree) pe ek bandhar rehta tha | aur ussi nadhi magarmaj rehta tha | Ek din khanne ki khoj mai magarmaj nadhi kinare pahuch jata hai |  Magarmaj bandhar se jamun todh kar dene ki nivedhan karta hai toh bandhar usko jamun todh kar deta hai | phir vah apni ke pass jakar sab batata hai aur keheta hai ki " mai kal vapis jakar tumhare liye jamun le aaunga " phir uski patni kehti hai ki " agar jamun utna swadhest tha toh socho jamun khanne wala kitna swadesht hoga  |  mujhe kal jamun khanne  wala bandhar bhojan mai cahhiye " apni patni ke khane par pati agle din bandhar ko chakma deker uske pass le ata hai | toh magarmaj ki patni bandhar ko kehti hai abh mai tumhara kaleja khaungi kyuki jamun kha - khakar tumahra kaleja mitha ho gaya hoga | par bandhar hushar tha usne kha ki mai apna kaleja ghr chod aya | toh magarmaj phir bandhar ko pedh par leke jata hai | aur bandhar kheta hai ki " maine tumpe vishwas kiya par tumne uska glt phayda uthaya toh abh mai tumhare saath nhi chalunga "

yah kahani se hume pta chalta hai ki hume hamesha dimag se kaam lena chahiye|

Similar questions