दिए गए शब्द के आधार पर कहानी निर्माण शब्द सीमा 100 से 120 सहायक शब्द राहुल पिता समझदार क्रोध में नशा बार आदत भूल क्षमा
Answers
Answered by
0
Answer:
rahul apne pita ji se bhut prem krta tha
pr jb rahul ke pita ji bhar se nasha krke aate to rahul pr unka krodh bhadka jaata kai baar rahul unse atyadhik dr jaata or bhagwaan ji se prarthana krta ki bhagwan ji ap mere pita ji ko chhama kr dijiye unse bhul ho gai h ki unhone ne nasha kiya ap meri ye prarthana swikaar kre or bhagwan ji uski baat sun kr unhe chhama kr dete h or sukh se jivn vyatit krte h!
Similar questions