Hindi, asked by jagannathmondal22449, 11 days ago

दीन दुखियों की सहायता करना और दान करना प्रिया कार्य माना जाता है पुण्य कार्य माना जाता है इस मान्यता पर अपने अपने विचार प्रकट करते हुए चर्चा कीजिए​

Answers

Answered by traj4497
0

Answer:

aajkal ke samay me bahot saare log dusro ko thagte hain , kisi charity ya fund raising ke naam par. Log aaj ke samay me vyast ho gaye hai, aas-paas kya chal raha hai unhe khabhar hi nahi hai.Bahot saare log bhook se mar rahe hai , aur kuch ke itna khane ko hai ki , fek dete hain kache mein! Iss carona kaal ki ghadi me bahot chote vyapayiro ka business tapp ho gaya hai aur kuch labouring se jude logon ko kaam bhi nahi mil raha hai, sarkar se madad kam mil rahi ,paise ke tangi hone ke karan unhe bahot katinayi ho rahi hai , log dikhaave me lage rehte hai ,jahan dekho agar kisi ki madad ki photo kheechwa lena hai aur jitne bhi social sites ya jaise bhi logon se connect ho jaye dikhane me lage hai ki ' hume madad ki hai'. agar hum kisi ke kaam aa sakte hai , jis se unki progress ho aur kisi ko nukshan bhi na ho, jaise ki agar thoda khana jyada hai toh aas kisi bhooke ko khila kar ya apne purane kapde kisi gareebo ko de kar toh unhe khusi hogi aur log jab honge aur kisi ko nukshan bhi na pahuchega tab yeh ek kam punya kaam ki shreni me aayega

Similar questions