दैनंदिन जीवनात विज्ञानाचे महत्त्व निबंद
Answers
Answer:
Aaj ke samay main tannin hamare jeevan ka ek abhinn nag ban gayi hai.Pehle kewal office main hi laptop computer mobile is istemal hits the per ab schoolon main bhi presentations aur computer ko ek vishya ke roop main padhaya jaane laga hai.Gharon main bhi mahilayein kewal mixcy hi nhi balki food peocessor aur washing machines chalati hain.Kuch samay pehle hi dishwasher,rotimaker aur aata goondhne walk machines bhi aa gyi hain.
Step-by-step explanation:
1)Yeh Sab vigyaan ke hi chamatkar hain.
2)Aaj hum apne door door ke rishtedaron se bhi chat aur videocall ker sakte hain.
3)Jo log roz office nhi has sakte wo online job ker sakte hain.
4)Medical science main bhi vigyaan ne kai nayi tarah ki dawaiyaan bnaye hain jinse badi badi bimariyaan door ho jaati hain