Hindi, asked by sarvangupta186, 8 months ago

) दुनिया कब नम्रता और प्रेम का बर्ताव करती है?
। लोगों को गुस्सा कब आता है?
दुनिया कैसी है?​

Answers

Answered by manyatapandey112007
0

Answer:

I will write it of Hindi but I will use English words... So please carry with that..

Explanation:

1. Duniya namrata tab dikhati hai jab usse kuch chahiye hota hai chahe wo paise ke liye ho ya fir kisi aur chiz ke liye lekin namrata ya to kuch abhi paane ke liye ya fir baad me mile iske liye jhuthi namrata dikhate hai kai log.

2. Logo ko gussa tab aata hai jab koi unke virrudh ja kar koi kaam kare jo unhe pasand na ho ya fir unki marzi na chale ya fir unka kaam bigde.

3. Duniya acchi bhi hai aur buri wo bas usi insaan par nirbhar karta hai ki wo kis insaan ke saath hai accha ya bura ya fir nazariye ki baat aa jati hai

pls mark me as brainliest....

Similar questions