Science, asked by bikibahadur1234, 9 months ago

द्रव्यमान तथा भार मे तान अंतर​

Answers

Answered by muskanpanjiara
3

Answer:

Dravyamaan:-

(1)kisi vastu me upasthit padaarath ki maatra ko dravyamaan kahte h.

(2)iska maan pratyek sthaan per sthaai hota h.

(3)yah adish raashi h.

(4)ise bhotik tulaa dvaara mapaa jataa h.

(5)iska maan kabhi bhi shunya nahi hota.

Bhaar :-

(1)jis bal se prithvi kisi vastu ko apni aur khichti h, use bhaar kahte h.

(2)iska maan g me parivartan k kaaran badlta rhta h.

(3)yah sadish raashi h.

(4)iska maatrk newtan h.

(5)prithvi k kendr per vastu ka bhaar shunya hota h (g=0).

Explanation:

Please follow me .

Similar questions