द्रव्यमान तथा वेग में अंतर लिखिए ?
Answers
Answered by
0
DRAVYMAAN :
Dravymaan kisi padarth ka vah mool gud hai, jo us padarth ke tawaran ka virodh karta hai. saram bhasa me dravymaan se hame kisi vastu ka vajan aur gurutwagharsan ke prati uske aakarshan ka shakti ka pata chalta hai.
VAG :
Kisi vastu ke visthapan ki dar ko yaa ek nishchit disha me prati second vastu dwara tay ki gai doori ko vag kahte hain. yah ek sadish raashi hai. kisi vastu ke vag me parivartan ki dar ko twaran kahte hain.
Similar questions