Hindi, asked by agrawalanchal1406, 2 months ago

दिव्यांगों की समस्याएं पर अनुच्छेद about 100- 120 words

Answers

Answered by Shreyarajgor822006
0

Answer:

divyang ka arth jo hamse alag hote hai dikhne me jaise kuch log jo dekh nai sakte bol nahi sakte sun nai sakhte ya fir hath pair na ho use divyang kehte hai. toh jo admi inmese kisi samasya se gujar raha ho toh hame unhe madat karni chahiye har ek chiz me jaise ki jo dekh nai sakte unhe padh kar dena chahiye agar unhe kuch padna padta hai tab ya fir unhe kahi jana hai toh magar vo dekh nai sakte toh hame veha unhe pohochana chahiye. jo sun nahi sakte toh unhe likh kar kehna chahiye jinke hath per nai hai unhe sahara dena chahiye aur jo bok nahi sakte unke esharo me samaj lena chahiye. yeh unki samasya toh nai hai lekin jab tak hum nai samjenge unko toh vo samasya me jarur badal sakti hai isliye toh train bus adi mai divyango ke liye alag si aur vishesh nam ki jag hoti hai. zara soch ke dekho agar hum 5 min ke liye bhi chup rahe ya akhe band kar li toh hume kitni bechaini hoti hai lekin ye toh janma se na dekh sakte na sun na bol toh madat zarur lijiye divyango ki

Explanation:

bohut simple sa likha hai lekin man se likha hai not copied and sorry english ke letters me se hi likha hai hoping you like it

Similar questions