Hindi, asked by shonya9530, 1 year ago

दशहरे कर उपलक्ष्य पर आपके और पिताजी के बीच हुई बात चीत को संवाद रूप मे लिखिए

Answers

Answered by saniahasan630
0

hello mate

          here is your answer

               

mai - pita ji dusshera kyu manaya jata hai

pitaji - beta ! burai par acchai ki jeet ka prv hai dusshera is din shree ram ne ravan ka vadh kiya tha usi ko yaad karte hua ham dusshera manate hai

mai - to iska matlab pita ji dusshera ek bahut hi pavitra parv hai

pitaji - bilkul sahi beta !! chalo ab bahut der ho rahi hai .ab ja kar naha -dhokar taiyaar ho jao ravan jalane ka samai ho raha hai

mai - ji pitaji mai bas abhi taiyaar ho jata hoo

pitaji - haa beta ja .

                       hope it helps you

                                            mate

Similar questions