Hindi, asked by Alokbhadsha, 3 months ago

the answer should be of at least 50 word (5 marks) .......xd​

Attachments:

Answers

Answered by bhowmik2018piu
1

Explanation:

Iss dharti par sare insaan kuch na kuch karma ke uddeshya se janma leti hain. Ek insaan jitne din jinda rehta hain use apna karma khudhi karte rehna chahiye. Agar kuch samajh na ayee toh use jis bishay mein lagao hain uss bishay ko lekar agee badhna chahiye. Bhagya ke bharoshe kab tak baithe rahenge. Yaad rakhiye karma se hee bhagya sunichit hoti hain. Agar aap sahi raste par chalenge sahi karma karenge toh apka bhagya aapka sath jarur dega.

Similar questions