The type of salt formed after reaction between NaOH and CH3COOH
acidic
basic
neutral
Answers
Weak acids only dissociate partially and are not considered to split apart into ions when writing net ionic equations. This reaction is considered a neutralization reaction. The base (NaOH) and weak acid (CH3COOH) react to produce a salt (NaNO3 and water (H2O).
Unhe lagta hai sb theek hai
Chehre pe raunak jo hai mere
Khamosh hoon koi wajah nhi puchta
Andehera hai ghar koi la do savere
Andar Hai Kuch Ajeeb sa mann
Kis kis se ladu kon hai dushman
Koshish kar chuka hu main lakh samjhane ki
Pr wo zid pe ade hai meri laash sajane ki
Glti meri thi main janta hoon
Ab toh maaf krdo main maafi bhi mangta hu
Mera dum ghutta hai waha nhi raha jata
Tum samajane ki koshish karo mujhe kuch samaj nhi aata
Tumne kaha tha ki tum mujhe khush dekhna chahte ho
Ab kya hua kyu mujhe pal pal mαar rahe ho
Mujhe waqt chahiye thoda sa main wo kr dunga jo kisi ne nhi kiya
Wada hai mera riha krdo
Tumhe mujhpe itna bhi barosha nhi kya
Main sota nhi hu aaj kal raat ko bhi
Akhon se bhi aasu dekhe nhi honge kbhi
Chup chupke roya meri pareshani chupa ke
Har chehre ke aage thak chuka muskurake
Maine itni himmat se ake sb kuch toh bata diya tha n
Mujhe laga tha tum samaj jaoge aur mera sath doge na?
Mujhe laga tha tumhe meri fikr sbse jyada hai
Pr uss din pata chala ki yeh samaj tumhare liye mujhse pehle aata hai
Zid kari tumne bhi , maine bhi kaafi zid kari
Maine meri halat zahir ki, kitni dafa toh uff kari
Thoda samajane ke bad mujhe laga
Meri baat pe gaur karoge
Har bar meri ummed se alag ho tum
Hat bar hi kuch aur kroge
Main sath nhi mang raha waqt mang raha tha
Mushkil isme kya tha kaunsi jannat mang raha tha
Waise khud bhi takleef hogi badme
Abhi toh main hi jhelunga
Aaj asu mere dikhe nhi
Kal ko toh khud apni galti ka pachtawa toh hoga
Jung ka maidan bana hua hai kaun harega
Filhal khud se hi ladd raha hu
Kbse nhi pta