धरती की-सी रीत है, सीत घाम औ मेह।
जैसी परे सो सहि रहे, त्यों रहीम यह देह।।5।।
Answers
Answered by
9
prasang - prastut panktiyaan hamari pathya pustak vasant bhaag 2 ke rahim ke dohe se li gyi hai. iske rachaiyta rahim ji hain
Explanation:
vyakhya - kavi kehte hai ki prithvi saare rituon ko samaan bhav mein sehan krti hai. usi tarah manushya bhi swayam ko parivartit kar leta hai or sukh dukh samaan bhav me sehan krta hai.
hope it helps!!
pls matk as brainliest
and follow me
Similar questions