this a para from poem बचे काम पर जा रहे है from ncert class 9th book .please answer it
please answer this and i will mark proper answer as BRAINLIEST..
Attachments:
Answers
Answered by
1
1) kavita ka aasay hai ki bacche kam par ja rahe h.
Kavi gareeb baccho ki sthiti ko prakasit kar rahe hai aur sawal kar rahe hai ki kya sari gende aantriksh me gir gayi hai ,kya kitab ko dimak ne kha liya hai, kya madarse gir gye hain,kya sare aangan khatam ho gye hain,kya sare khilone dub gye hai kale pahadh ke niche Kavi is paristhiti ko gambhirta se pradarshit kar rhe hain.
2) Kavi ye kehna chahte hain ki khelne ki umar me kuch swarthi log gareeb baccho se kam karva rhe h.
3) Bacche desh ka bhavishya hain . Baccho ko padhai me , khel ityadi me apne desh ka man badhana hai . Bacche desh ke nirman ka vishesh bhagh hai isliye kavi rangin kitabe , khilone, gende, madarse, maidan, bagiche aangan chahte hain.
Hope this will help you
Similar questions