Hindi, asked by akanksha5722, 1 year ago

tibet mein jaati vyavastha kaisi thi hindi class 9th ncert plz tell its urgemt​

Answers

Answered by usermahima
2

Answer:

tibet me har vyakti ko ek saman samjha jata tha koi bhi aurat vahan par apna muh nhi dhakti thi kyunki vahan par ek suraksha numa mahol tha aur koi bhi vyakti kisi ke ghar me bhi jakar apne liye chai banwa sakta tha

Answered by jai5129
3

Answer:

I tell in Hindi OK

(1)Us samay main tibbat ki mahila parda nhi krti thi.

(2)Sare Saman ki raksha bhikshu krta tha.Unhe log Raja ke saman mante the.

I hope it will be help you

Similar questions