Hindi, asked by namratabarman933191, 10 months ago

Tinka tinka bikhar jana ka matlab or wakya bhi saath me​

Answers

Answered by disha9906
7

Answer:

meaning - ek ek chij alag alag ho jana

sentence- ram ke parivar m esi ladai padi ki uska sara parivar tinke tinke ki tarah ho gaya

Answered by kashishgupta12
0

Answer:

tinka tinka bikhar Jana

Suresh ka accident hone ke Karan uska Parivar tinka tinka bikhar Gaya.

Explanation:

I hope this will help you.

if it's helped you please mark as brainliest

Similar questions