Todti patthar kavita ka saramsh???
Answers
Answer:
prastut kavita me kawi ne ek mazduri ka warnan kiya h jo kismat ki mari h ilahbad ke pad pr se jab kavi guzar rahe the to unhone patthar todti mahila ko dekha.
garmi ka mosam tha jhulsati hui lu beh rahi thi raste ke ek kinare tapti hui zameen par bethkar woh patthar tod rahi thi uske hath me bhari bharkham hatoda tha jisse wo patthar par prahar kar rahi thi us mahila ka sawla rang tha gathila badan tha aankhe jhukay hue woh apne kam me magan thi raste par kahi bhi koi chayadar ped nahi tha jiske chaye me bethkar wo patthar todti kavi ne us mahila ko dekha mahila ne bhi kavi ko dekha or amdeka kr apna kam karne lagi kismat ki maari or waqt ki mar khai hui mahila thi kavi ne uske hridaye ki ahkar suni uske dulh or peeda ki gunjar suni uske mathe se paseene ki bunde jhalak rahi thi maano wo keh rahi ho me todti patthar.
I HOPE ITS HELPFULL TO YOU.