Topi shukla paath ke paath ke adhaar par baccho ki manovriti par kis prakar prakaash dala gya h
Answers
Answered by
0
manovriti means mentality. topi shukla paathmein dikhaya gya hai ki topi ki dadi ko jab yeh pta chlta hai ki topi ne ek muslim ladke se dosti kar li hai toh usse lgta hai ki paramparaon ke diware tutne lagi hai. yeh unki soch hai ki hindu aur muslim kabhi dost nhi ho sakte. lekhak dwara iss manovriti ke vidroh mein lekhak ne likha hai ki yadi hindu muslim bhai bhai hain toh isse kehne ki aavshakta nhi hai aur yadi nhi hai toh kehne se koi laabh nhi hai. samaj mein asi manovriti ko badalna chahiye
Similar questions