topic on ''padhen sab badhen sab'' in hindi
Answers
Answered by
0
duniya mein bahout se log hain jo padh nahi pate.un ki kaaee samasiyae hone ke karand weh school nahi ja pate.school na jaane ke karand unhe shiksha nahi prapt hoti.thode log gareebi ke karand nahi padh pate hain. aur thode padhna nahi chahate hai. jis se unka hi nuksaan hota hai.padhne se desh ki unnati hoti hai aur samaj aage badh pata hai. isliye padhaye bahout zaroori hai.padhne se giyaan milta hai.isiliye sab ko padhna chahiye.
Similar questions