Hindi, asked by singhnavjeet589, 21 days ago

translate in hindi
this is of class 7 ​

Attachments:

Answers

Answered by jayshreethakur7476
1

Explanation:

bharatvarsh humara desh hai.

me bharatvarsh ka nivasi hu.

yah desh meri janambhumi hai.

me bharatiya hu.

bharatvarsh mujhe bhut priya hai.

me deshbhakat hu.

kya tum bhi desh bhakat ho?

veer chandrashekhar aazad

mahan deshbhakat the.

aab mera desh swatantra hai.

yah gantantra desh hai.

yaha gantantra divas utsav ki tarah manaya jata hai.

is din rashtrayadhawj ka naman kiya jata hai.

rashtrayagaan bhi gaaya jata hai.

mera desh mahan hai...

Similar questions