Hindi, asked by gurleen8297, 1 year ago

Tत्मक लेखन
भारत में प्रत्येक प्रांत का खान-पान, पहरावा, त्योहार वहाँ की जलवायु पर आधारित
कैसे ? प्रांतो का उदाहरण देकर अपने उत्तर की समीक्षा करें।​

Answers

Answered by Anonymous
5

Answer:

Bharat ek desh nhi apitu kayi sansritiyon ka mail hai

Explanation:

Bharat desh sari Duniya ke sabse adbudh desh hai.Yahan her Pradesh ka Khaan paan sanskriti,rehne sehen aur pehnava doosre prantom se alag

his.

Aisa isiliye bhi hai kyunki Sab jagah ka tapman bhi alag hai.Kahi bohot garmi padti hai kahi bohot zyada thand padti hai.

Jahan Kashmir main bohot thand padti hai isiliye wahan mote kaftan,overcoat

scarf,maflar pehne jaate hain.Kashmir main namkeen chai bohot pasand ki jaati hai.Eagan log zyadatar mansahari khaana khaate hain,soup jaisi patli sabziyaan katayi jaati hain.

Wahin Rajasthaan aur gujrat main barah mahine garmi padti hai isiliye wahan sabzi daal nhi balki besan ke babe vyanjan bante hain jaisi daal baati choorma,dhokla

Eagan log stoop se bachne ka liye pagdi pehente hain aur mahilaayein ghoongat main rehna pasand karti hain.

Punjab main khoob masaledar khaana jaise chole bhatoore,rajma Chawal khaate jaate hain

PUNJAB KA LOG behad joshiley hote hain wahan chatkeele rangon wale ķapde pehne jaate hain

Similar questions