Types of sarvanam and examples for each type
Answers
जिन शब्दों का प्रयोग संज्ञा के स्थान पर किया जाता है उन्हें सर्वनाम कहते हैं ।
उदाहरण : मैं, तू, आप (स्वयं), यह, वह, जो, कोई, कुछ, कौन, क्या ।सर्वनाम के भेद
सर्वनाम के मुख्य रूप से छ: भेद हैं :
(१) पुरुषवाचक सर्वनाम (Personal Pronoun)
(२) निजवाचक सर्वनाम (Reflexive Pronouns)
(३) निश्चयवाचक सर्वनाम (Demonstrative Pronouns)
(४) अनिश्चयवाचक सर्वनाम (Indefinite Pronouns)
(५) सम्बन्धवाचक सर्वनाम (Relative Pronouns)
(६) प्रश्नवाचक सर्वनाम (Interrogative Pronouns)
जिस सर्वनाम का प्रयोग वक्ता अपने लिए एवं किसी अन्य के लिए करता है , वह पुरुषवाचक सर्वनाम होता है ।
उदाहरण - आपका नाम क्या है
इसके तीन भेद होते हैं ।
1 - उत्तम पुरुष - मैं , हम
2 - मध्यम पुरुष - तू , तुम , आप
3 - अन्य पुरुष - वह , उसे , उन्हें
जिस सर्वनाम का प्रयोग कर्ता कारक स्वयं के लिए करता है, वह निजवाचक सर्वनाम होता है ।
उदाहरण - मैं अपने आप चला जाऊँगा, खुद अपने
3 - निश्चयवाचक सर्वनाम
जिस सर्वनाम से किसी वस्तु या व्यक्ति अथवा पदार्थ के विषय में ठीक और निश्चित ज्ञान हो, वह निश्चयवाचक सर्वनाम होता है ।
उदाहरण - यह एक किताब है
वह सर्वनाम, जो किसी निश्चित वस्तु या व्यक्ति का बोध नहीं कराए, वह अनिश्चयवाचक सर्वनाम होता है ।
उदाहरण - कुछ काम करो आदि
जिस सर्वनाम का प्रयोग प्रश्न करने के लिए किया जाता है, वह प्रश्नवाचक सर्वनाम होता है ।
उदाहरण - आपने क्या खाया है ?
जिस सर्वनाम से एक शब्द या वाक्य का दूसरे शब्द या वाक्य से सम्बन्ध जाना जाता है, वह सम्बन्धवाचक सर्वनाम होता है ।
उदाहरण - जो सोवेगा सो खोवेगा, जो करेगा सो भरेगा, जो जागेगा सो पा
Explanation:
JinJin shabdon ka prayog sangya ke sthan per Kiya jata hai unhen sarvanam kahate Hain udaharan Main, too, aap, (swayam) ,yah, Jo, Koi, kuchh, kaun, kya.
Sarvnam ke bhedsarvanam ke mukhya Roop se chhah: bhed hai :-
(1) Purushvachak sarvnam ( Personal Pronoun )
(2) Nijvachak sarvnam ( Reflexive Pronouns )
(3) Nishrchayavachak sarvnam ( Demonstrative Pronoun )
(4) Anishrchayavachak sarvnam ( Indefinite Pronoun )
(5) sambandhavachak sarvnam ( Relative Pronoun )
(6) Prashnavachak sarvnam ( Interrogative Pronoun)
(1) Purushvachak sarvnam
jis sarvanam ka prayog vakta apne liye avam kisi Anya ke liye karta hai vah purush vachak sarvnam hota hai
Udaharan :- unka naam Kya hai
iske teen bhed hote hai
1. uttam purush - Main , Hum
2. madhyam purush - Too, Tum, Aap
3. Anya purush - vah , usea , unhein
(2) Nijvachak sarvnam
jis sarvanam ka prayog karta karak swayam ke liye karta hai vah nij vachak sarvanam hota hai Udaharan- main apne aap Chala jaunga,
khud apne
(3) Nishrchayavachak sarvnam
jis sarvanam ke kisi vastu ya vyakti athva padarth ke vishay mein theek aur nishchit Gyan ho vah Nishrchayavachak sarvnam hota hai
Udaharan - yah ek kitab hai
(4) Anishrchayavachak sarvnam
vahvah sarvanam Jo kisi nishchit vastu ya vyakti ka board nahin Kare vah Anishrchayavachak sarvnam hota hai
Udaharan- kuchh kam karo aadi
(5) prashna vachak sarvanam
jis sarvanam ka prayog prashn karne ke liye Kiya jata hai vah Prashnavachak sarvnam hota hai udaharan- aapane kya khaya hai
(6) Sambandhavachak sarvanam
Jis sarvanam ke ek shabd ka vakya ka dusra shabd ya vakya ke sambandh Jana jata hai vah Sambandhavachak sarvanam hota hai
Udaharan - Jo soyega so khoyega Jo karega so bharega , Jo jagega so pa