Hindi, asked by dubeypiyush0047, 5 hours ago

उँगली पर नचाना ,उन्नीस-बीस का अंतर होना, एक और एक ग्यारह, जले पर नमक छिड़कना, कमर कसना using these idioms make a story in hindi

Answers

Answered by yashiharshita22
0

Answer:

log navdhi ko padhai mein kamzor hone ke kaaran ungli par nachate the aur kahte the ki hammein tummein unnis bis nahi jamin aasmaan ka antar hai. usne badi mushkil se ek padhe vali dost banaya. us dost ne kaha ek aur ek gyarah hote hai to ab ham dono milkar sabse niptenge. ek din navdhi ko 10 mein se 0 mila. vah bahut udaas thi aur logon ne uske jale pe namak chirakna shuru kar diya. tab uski dost un sabse nipti. baad mein alag usne navdhi ko padhai mein kamar kasne ko bola. uske baad navdhi mehnat se padhne lagi aur achche anko se uttirn hui

Similar questions