उच्च महत्वकांक्षा के लीए बच्चो पर मानसिक दबाव
shikharbhilai:
yesss
Answers
Answered by
3
Hy friend Thanks for asking this question because it is very important to every students and every parents.
Ya u r Right.
Answer-:
------------------------------------------
Har parents chahte hai ki unka bachha bohat achha padhe or apni family ka nam roshan kare.
Yh qhuaish achhi hai bt unko a tay karna hoga ki vo apni bachho se kitne qhuaish rakhe unki family ka nam roshan karne ke liya.
Agar unka bachha bachpan se hi apni maa baba ka har bat man raha hai or achha padh raha hai to vo parents a umid un bachho se rakh sakte hai kyun ki unko pata hai ki unka bachha kya karsakta hai.
Bt kuchh parents a sab bate nahi soch kar other bachho se apni bachho ka compare karte hai or unpe jyada dawab dalte hai ki vo dushre bachhe se achha ho.
Jo bachha achha padhrahaho usese a umid rakhna achha hoga lekin jo bachha a sab karnese asamarth ho usse a umid rakhna achha nahi hoga.
Bt parents a sab bate samajhte nahi or unpe jyada dawab dalte hai. vo bachha apni marjise kuchh nahi karsakta.
Kuchh bachhe apni maa baba ko darke padhte hai kyun ki unke maa baba unpe jyada dawab dalte hai.
Bt a bate bilkul bhi achhi nahi hai. Bachho ko Etna dawab dalnese unke dimag ko choot pahunch sakti hai. vo apke umid ko pura karne ke liya kabhi bhi galat rashte pakad sakte hai.
Esliya har maa baba a bat ko samajhni chahi hai or unke bacha kesa hai or uspe ketna umid rakhni chahi hai. A bat har maa baba ko janni chahi hai.
vo unke bachho ko khula asman mai chhod de dekhe ki vo kis rashta pakadta hai or use us rashte mai chalne mai sahayata kare.
Or ek bat maa baba apni bachhose etni bhi umid na rakhe kyun ki a bat sirfe apne bachho pe nahi balki app pe bhi a dawab pad sakta hai.
Or every child respect her parents and every parents love her childs.
Hope this answer understand every people.✌️✌️✌️✌️.
Be brainly.
@Soma#

Similar questions