Science, asked by shashkumar, 1 year ago

udhaharan dekar shabd aur padh mein antar spasht keejiye.

Answers

Answered by Raj021
0
jin varno ka koi arth hota hai unhe shabda kehte hai aur jab shabdo ka prayog vaakyo me hota hai to use padh kehte hai.
Answered by Gracy1472
0
Shabd vakya ke bahar ki cheez hai aur pad vakya ke andar ki..eg: agr paper mei puche ki is vakya me kamal shabd hai ya pad "kamal sunder hai." and if kamal is underlined so your answer will be pad because pad vakya ne use hota hai aur agar without sentence puch le ki kamal pad hai ya shabd to answer shabd hoga because it is not used in any sentence.
Similar questions