Udho tum ho ati bhadbhaagi mein Kavi kya Sandesh Dena Chahte Hain
Answers
Answered by
0
prastut pakti me kavi(gopiya ke madhyam se) udho par bayang karti hui kahti hai ki tum bhaut bhagyasali ho arthat tum krishna ki itne paas rah kar bhi tmhe unse prem nii huaa.
tum unke prem me nii pade.tum bhaut bhagayasali ho...lekin asal me gopiya udho par bayang kar rahi thi...kyuki udho bhagaysali nii hai.
tum unke prem me nii pade.tum bhaut bhagayasali ho...lekin asal me gopiya udho par bayang kar rahi thi...kyuki udho bhagaysali nii hai.
Answered by
0
Iss pankti me kavi ne kuch nhai kha h bhai ...
iss pankti me gopiyan udho ko tana marte hue sambhodit kr rhi h ki unme koi bhavnaye nhai h
wo kheti h ki hum gopiyan krishna se itna duur hone ke baad bhi unke bhakti ras se nikal nhai paa rhe lekin tum to bde hi bhagyashali ho i unke itna sammep hokr bhi unke prem me hum jaise pagal nhai hue
wah kuch udahaad bhi deti h jaise ki ..
1- wo kamal ka patta jo jal ke itne sammep rhkr bhi nhai bheegta
2- teel se bhari gagri jo pani me dubnee ke baad bhi paani ko apne upar aane nhai deti
Similar questions