upsanhaar swachh bharat abhiyan hindi
Answers
Answered by
0
Swachh Bharat Abhiyaan :
Swachh Bharat Abhiyaan manaiya PM Naredra Modi dawara suru ki gyi mukhya yojna hai . jis ke tahat graamin aur sahari dono jagah safayi aur swachhta ke uddyesya se suru kiya gya hai . 1.25 kharab logo ke desh mai badhti gandgi , bimaari aur mahamaariyo ko mitaane ke liye ye kadam uthaaya gya hai . jis mai PM ne sabhi ko aage aake saafyi ke liya aawan kiya hai . kyuki bahari desho mai bhari ek garib aur aswaachh desh ki chaavi ko badalna hai . jaise hum mehmaan ane se pahle ghar ki safayi krete hai aur prakaar aagr bahar ke desh bharat mai viyapaar krna chahate ya kuch madad krna chahte hai to pahle hume unke anusaar teyaar hona hai . har ghar mai toilet ko jaruri kiya gya hai . jismai sarkaar ki bhi madad li jaa sakti hai .
2 Oct.2014 ko suru ko suru kiya gya ye mission sawaach aur nirmal bharat ki umeed mai 4000 jagah suru kiya gya hai . aur pichle 2 saalo mai parivartan dikhne bhi laga hai . jiske liye PM ne sabko dhnyawaad bhi diya hai . Platfrom , bus tands mai ab safayi saaf dikhne lagi hai aur log taaref bhi krene lage hai . sab khush hai . aane wali peedhi ko ek sawacch bharat dene ka sankalp sabhi ne kr liya hai .
Mahatma Gandhiji ke aadrsho se prerit hokar ye suru kiya gya abhiyaan teji se lakshya ki aur bhad raha hai .
jis mai hum bhi apni bhumika acche se nibhayee . kachaara kudedaan mai daale .kabhi road par naa feke . khule mai souch naa kre . gandigi aur bimaari naa felne de.

Similar questions