Geography, asked by harshitgoyal47, 1 year ago

upsarg aur pratyay mein Antar spasht kijiye​

Answers

Answered by sarbani15
1
Upsarg woh hai jo kisi shabd (word) ke aage lag kar uska arth badal deta hai. Example- Aa + Kash = Aakash
Yaha kash yani asman ek meaningful word. Aa upsarg hai jo ki kash ke sath lagkar uska meaning badal diya hai.

Pratya iska ulta hai.. jo word kisi durse word ke last me lagkar uska arth badal de use pratya kehte hai.
Example - Mithai + wala = Mithaiwala
yaha mithai ek word hai. wala pratya hai jo mithai ke sath lagkar uska arth badal deta hai
Similar questions