Hindi, asked by siddannakitur1992, 1 year ago

upsarga pratya ki artha aur udharan

Answers

Answered by akshay02
3
upsarg hota ha jo pehle lage jaise rasta r + asta and pratya is jo baad me aata hai jaise dadiyal dadi + yal
Answered by sami99
1
Upsarg vo shabdansh hote h jo shabd k pehle judkar ek naya shabd banate h ya fir shabd ka meaning badal dete h.
jaise...................... kuputra...........nidhan.

Pratyya vo shabdansh hote h jo dusre shabdo k baad me judkar naya shabd banate h.
jaise......................ladai...................davakhana

:)

prashi: Upsarg- jin shabdon ke kisi dhatu shabd me a age lagne se ek naya shabd
prashi: Upsarg- jin shabdon ke kisi dhatu shabd me a age lagne se ek naya shabd banta hai unhe upsarg kehete hain. E.g- pradaan=pra +daan
Similar questions