English, asked by vikasbook1, 10 months ago

urdu poem on topic - KUDRAT.
IF YOU KNOW ANSWER THEN ONLY ANSWER BCZ IT IS SO IMPORTANT .......
PLS ANSWER (NOT SPAM)​

Answers

Answered by sunithasunkara7528
1

khuda ki rehmat Ne insaan ko bigada,

ya insaan bigada rehmat se?

dhhare kon kaatil kisko?

jab hua hai sab kuch qismat se,

hona kabhi bhi raas na aaya

na qismat se,na maqsad se,

jo Nahi hua wo kon karega

darr te hai sabhi ek harqatse

pucha,hua kaise?kisi se,

bola khuda ki barqat se,

ab kya kisi se kahe koi

hai sabhi majboor aadat se

kya hai yahi?jo hai sahi

ye puche dilo ki hasarat se

suna hai doob ke mar gaya

samandar e aitbaar me wo

jo aitbaar karta tha fursat se

jo karega, wo bharega,

bewaqt marega mohlat se,

"Nazar"Bata ab kaya karega

kya khaak ladega kydrat se?

I think it may help u pls like and add me a brainlist...

Similar questions