Math, asked by jp930920, 5 months ago

। उस त्रिभुज का क्षेत्रफल ज्ञात कीजिए जिसकी दो भुजाएँ 1s em और 10 cm है तथा उसका
परिमाप 12 cm है।​

Answers

Answered by shubhambth2
4

Answer:

aysa koi tribhuj nhi ho skta kyonki kisi bhi tribhuj me 2 bhujaon ka jod teesre se jyada hota hai or aap jiske bare me baat kar rhe ho uski 2 bhujaen 1 CM ki hai to 1+1=2 hue jo ki teesre 10 se kam hai isliye

par agar apke question me 2 bhujaen 15 CM ki hain to iska chetrafal hoga

15 CM =a

15 CM = b

or 10 CM = c

to s = (15+15+10)/2

s = 40/2

s = 20

to area = √ s(s-a) (s-b) (s-c)

= √ 20(20-15)(20-15)(20-10)

= √ 20 × 5×5×10

= √ 5×2×2×5×5×5×2

= 5×2×5√2

= 50√2

aapka jawab 50√2 hoga

dhanyavaad...........

aashaa krta hun ki aapko sahaayata milegi...

Similar questions