उसका दिन भर का कार्यकलाप भी एक प्रकार से निश्चित था। विद्यालय और छात्रावास की विद्यार्थिनियों के निकट पहले वह कौतुक का कारण रही, परन्तु कुछ दिन बीत जाने पर वह उनकी ऐसी प्रिय साथिन बन गई, जिसके बिना उनका किसी काम में मन नहीं लगता था।
Explain
Answers
Answered by
1
Uprokt panktiyaan mahadevi verma ji dwara rachit kahani se li gayi hain.is kahani main wo apni paltu hirni ke naare main btati hai ki wo natkhat hirni mahadevi vermaji ko bohot pasand thi.wonusse apne saath school aur chatravas main le jaati thein.Dheere dheere hirni ke liye aur school ke bacchon ka niyamit kaam ho gya ek doosre ke saath rehna,baatein karna.Hirni ke bina kisi ka mann bhi nahi lagta tha.Hirni bohot hi pyaari thi.uska rang sunehra tha aur badi badi kaali aankhein.aisa lagta tha uski aankhein bolti hain.
Similar questions