उषा कविता के उन उपमानो को स्पष्ट कर लिखिए जिनके कारण इस कविता को गांव की सुबह का चित्र कहा जाता है
Answers
Usha Kavita gaon ki Subah Ka gatishil Chitra Hai Kavita Mein Neele Rang Ke pratah kalin Aakash ko Rakh Se lipa Hua Chor Ka Kaha Gaya Hai Gramin parivesh mein hi Grah Ne bhojan banane ke bad Chauka ko Rakh se Lipti hai jo Kafi Samay Tak Gila hi rahata hai dusra Bheem Kale silka hai Pathar Ke Kale Tukde per Kesar pisne ka vah kam bhi Ye gaon ki mahilayen Karti Hai Teesra Bheem Kale Slate per II khadiya Chauk Malli ki Kriya Nandi Gramin balon ko dwara hoti hai is bimbette atmak Chetna mein Dadi sil Shabd Chitra bhi maujud hai yahan Savere Apni Apni e karyon Mein Lage Gramin tatha janjivan ki gatishilta ko spasht karane Wale pratiman Hai Yahan sthirta Ka Naam O Nishan Nahin Hai gatishil is Arth mein bhi hai ki teenon Shabd Chitra sthit Na hokar Kisi Na Kisi Kriya mein abhi abhi samapt hone ke suchak hai
Explanation:
ye aapka answer hai