"uski dhuadar taaref ki gayi." convert the statement to Bhavvachaya?
Answers
Answered by
7
Bhav vachya -
1) Bhav vachya me karta , karma ki apeksha bhav pradhan hota hai.
2) Bhav vachya me kriya sadaev anya - purush , pulling tatha ekvachan hoti hai.
3) Bhav vachya me kriya prayah asmarthta prakat karne ke liye kiya jaata hai.
4) Karmvachya ke saman is vachya me bhi karta ke mahatva ko kam karne ke liye se\dwara\ke dwara parsarg ka prayog kiya jata hai tatha karta ka lop kar diya jata hai.
Q- uski dhuadar taaref ki gayi into bhav vachya.
Ans - Uski dhuradhar tarif hui.
Similar questions