Hindi, asked by muskisowmyas, 1 year ago

Utpraksha alankar kya hota hai???

Answers

Answered by sana1223
1
Jaha upmey aur upmaan ki samaanta ke kaaran upmey mein upmaan ki smbhaavana ya kalpana ki jaaye, yaha Utpreksha alankaar hota hain. Iske vaanchak shabd hain-Manu, maano, janu,jaano, janahu, jaano, manahu aadi.
Example- Paahun jyo aaye ho gaav mein shahar ke,
               megh aaye bade ban-than ke savar ke.
{Upmey means-jis vyakati ya vastu ki samaanta ki jaati hain use upmey kahte hain.
Upmaan means-jis prasidhdh(popular) vyakati ya vastu se upmaan ki samanta ki jaati hian, use upmaan kahate hain.}
Similar questions